My Strength

what do you like about this blog?

Wednesday, December 29, 2010

with Sri GnanaRajasekaran, director of the Tamil films BHARATI & PERIYAR



Me, the director and Lakshmi Ramakrishnan, Principal, KV,Annanagar, Chennai.
on 28.12.2010

Sunday, December 5, 2010

MEENA KUMARI KI SHAAYRI ……



Browsing through the pile of books at Connaught place in October 2006,my eyes fell on a book titled MEENA KUMARI KI SHAAYRI compiled by Gulzar. Meena Kumari, the poet, was a surprise and Gulzar, the attraction. I couldn't resist. Going through her compositions, i was able to realise the extent of pain and loneliness she had undergone. She has couched her pain in words so inimitably that i would call her poems "The voice of pain". A few are selected here for you all.

1.Lamhe

Kai lamhe barsaat ki boondein hai
Naakabiley-giraft
Seene par aakar lagte hai
Aur haat badha
Ki is se pehle
Fisal kar toot jaate hai


2. khaali dukaan

Waqt apni dukaan kyon sajaaye baita hai
Mere saamne…?
Who cheezein jinki kharidaar thi mein
Kahan hai..?
Ye masnui masarthon ke khilouney
Shohrath ke ye kaagazi phool
Aur doulat ki ye momi gudiyan
Jo sheeshe ki almaariyon mein band hai
(ki kisi ke chhoo lene se pighal jo sakti hai)
Yeh woh cheezein nahi hai jinhe mein khareedna chaahoon

Pyaar ka ek khubsurat khwab
Jo meri sulagti hui aankhon mein tandak bhar de
Mohabbat ka ek purthapaak lamha
Jo meri bechain rooh ko pursukoon kar de
Bas inhi ek-do cheezon ki mein kharidaar thi
Aur waqt ki dukaan in cheezon se khaali nikli

Chandrolsavam



MEENAYATUM BHAVATI MAANAYATUM JANANI NEE NAAKAVUM NAKAKHAKHAM THAANAYATUM KHARA NADEE NAARIYUM AA NAAKAVUM NARAKAVUM NEE NAAMAROOPAMATHIL NAANAVIDHAPRAKRITHI MAANAYATHENNARIYUMEE NJANAYATUM BHAVATHI,….HEY NAADAROOPINI…AHO….NAATAKAM NIKHILAVUM