ITNE ZAKHMON KE BAAD BHI
EK ANGH ABHI BHI NAAZUK HAI KYON?
ITNE BERANG HOKE BHI
KAHIN EK RANG ABHI BHI MITA NA KYON?
ITNE DIYE BUJHNE KE BAAD BHI
YE ANDHERA ABHI BHI POORA NA KYON?
ITNE FAASLE PAAR KAR KE BHI
MANZIL KA BHAROSA KAMZOR HAI KYON?
ITNE PAL-E-JASHN BITANE KE BAAD BHI
KUCH YAAD-E-GHAM BAAKI HAI KYON?
ITNE MANAANE KE BAAD BHI
USKI BAATON KA ASAR KUM HAI KYON?
KUCH SHAKHS KA YAHI NASEEB HAI
KI SAB KUCH PAAKE BHI LAGTA SAB KUCH AJEEB HAI
-by Santhosh Kumar Kana
1 comment:
You are so versatile!!! The poem is really very beautiful! Love it.
Post a Comment